kuch batain, kuch lines hain jo draw ho jati hain relations k beech jo shaid kbi khtam nai ho patin jitni b koshish krain. Sb theek hy buhat acha hy bt agr kuch lines beech main na hotin tu shaid is say b buhat acha hota -)
Shadi ko MashAllah Paanch Saal, Aur Abb tak Aap apni Shareek-e-Hayat ko apnay Haathon say khana khilatay hain, Mujhay to lagta hay Yeh Pyaar nahi bulkay koi MannaT hay jo Aap nay Maazi main maangi hogi Aur Abb poori ki jaa rahi hay )
Werna meraa tu khayaal hay k shadi k sirf paanch maheenay baad Aadmi ka dil na sirf khoob bhar jata hay bulkay uktahat Aur uljhan bhi honay lagti hay iss kisam ki harkaton say. U might dis-agree.
Sensible.
Dear Mian BiVi khaas tor say jab akelay hon Tu un ko Chup Chup k nahi dekhtay )
yasir@ tum paanch maheenay main mujhay chor saktay ho( ye post main apnay dad ko parha dunge phir sawal hi paida nahi hota k wo tumko pasand karain....lolz
hmmmmmmm, Yasir, it may depend person to person and in most of cases what i think you may be right. Mannat tu nahin hay koi -). Dil nahi bhrta but kuch conditions hain its two way process agr ap dono aik dosray k mezaj ko smjnay lgain tu kbi b dil nahi bhrta. Insan 24 hour aik jaisa react nahin kr skta aik he baat different moods main different type k reactions daiti hain tu mood or reactions ko agr ap dono smjnay lgain tu bilcul b uktahat nahin hoti. -)
Shaadi Allah Rabul Izzat ki taraf say ek haseen tauhfa hai , Mr yasir [0] aur agar insaan sahi waqt par aur sahi insaan say shaadi karlay to uski zindagi sonay (gold) ki jaisi hojati hai . aur us par suhaga usi waqt lagta hai jab yeh shariat k mutabiq guzari jaey