hahhahahahaah hohohooo are bhi tum ko to ahsas he nahi hua ho ga na..tum tum 100 bar b paro ge to ye he kaho ge...magar rozai ki halat main etne qalat be-yani karna, jhot khena to roza toot na jai?
be fikar rahe ye khatoon..agar ap galte se b aesa wesa kuch likh de te to ADMIN us ko hata k app k PASSWORD type kar de ta d...samj to gai hon ge app ..
Allah Ta'ala Farmatey hain..Ay Bandey jo hua..Wo acha howa..Jo ho raha hai acha ho raha hai..Jo ho ga wo bhi acha ho ga.....Tera kia gaya jo tu rota hai?Tu kia laya tha jo tu ney kho diya?Jo liya yahin say liya.,Jo diya yahin per diya.,Jo ajj tera hai pehley kisi aur ka tha,Aur kal kisi aur ka ho ga,Tabdeeli Kainat ka ...Mamool hai.Buss tu wo jama kar jo tu sath ley janey wala hai...
Ummat-e-Muhammadi (S.A.W.) ki fazeelat
1. inko zaeef or kamzor banaya gaya takey ghuroor naa karein
2. Qad-oqamat me chota banaya taa k khaney piney or libaas ka bojh ziyada na ho.
3. in ki umerain (ages) chotti kar dee gaeen ta k gunnah kam rahein.
4. inhein fuqraa banaya taa k akhrat me hisaab halka ho
or
5. inhein sub se akhri ummat banaya gaya taa k qabar me rehney ki muddat kam ho.....