05-14-2007, 09:14 PM
Mr. Aamir I am agree with you. I think that we all are responsible for that. Ham log kiun politician ke hathon ke khelone ban rahe hain. Karachi kabhi Gharebon ki maan hoti thi. ab wahan pe khon ki holi kheli ja rahi he. Qoom aik dafa per aik azmaayesh se guzar rahi he.
Mera Khial he Keh jis tara indian govt. ne Ahmed Abad main fasadaat karay thay bulkul usi tara Karachi main fasadaat govt ke kehne pe hi shoro ho gay hain.
Main politics ke haq main nahi hon. Lakin mera khial he keh jo koi bhi zulm karta he usi ke khelaaf bolna chahiey. Chahe wo zulm govt kare ya koi aur.
aj halat jis stage pe pahunch gay hain es ka ham log khud hi zimma daar he. Govt chahe kuch bhi kare ham log khamoosh tamashai bane hotay hain. isi tara un ko aur bhi hausala mil jata he.
Hamay har ghalat qadam pe govt ko tokna hoga. warna halat isi tara hi kharaab hotay jaengay.
Karachi main jo kuch bhi howa har Pakistan ko us ka dukh he. Akher hamara mulk kab thek hoga? ham kab aik dosre ko gale lagaengay? aik musalmaan dosre musalmaan bhai ko kiun mar raha he?
<b>Meri tamaam members se request he keh please isi topic pe zaroor apni rai ka izhaat kigiey. aur aise accidents ko kis tara roka ja sakta he wo bhi zaroor bataiey.</b>