07-20-2009, 09:52 PM
Here are many poets with their big names like Faiz , faraz , Nasir kazmi , Habeeb Jalib , Mohsin Naqvi , Shehzad ahmad and many more
but the ONE who can,t long alive IBN-E-Insha.
He died at the age of 45.
dunya aaj bhi roti hai k aik aisa shakhs jis ney itni kam umar men itna naam paida kiya itni jaldi kaisey guzar geya ?
magar un ka kalam aaj bhi zinda hai aor aisey lagat hai k
neya hi likha geya ho.
yahan par un key kalam ka
chota sa tukra paish kar raha hoon
umeed hai k
aap ko pasand aaye ga.
Hain lakhon rogzamaney men kiyon ishq hai ruswa beychara ?
Hain aor bhi wajhen wehshat ki insan ko rakhteen dukhyara
Haan ! beykal beykal rehta hai ho piyar men jis ney jee hara
Par sham sey ley kar subha tak yun kon phirey ga aawara ?
Ye baten jhooti baten hain ye logon ney phelayi hain
Tum INSHA JEE ka nam na lo
Kiya INSHA JEE sodayi hain ?