03-30-2010, 06:16 PM
<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by ausmanpk2001</i>
<br />When Zaid Hamid is openly saying that he believes on khatm-e-nabuat then WHO are you to say that he is a non muslim. Ulema are ignoring whatever he's saying & just keep on repeating their broken record.
When a person says that, how can you judge his heart & say that he's wrong?????????????????????????
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">
Dear Usman
Main ne jo link dia tha wo is liay dia tha k qadiani kesi strong dalilain detain hain apko mustanad aur authentic hadeeson k hawalay nazar arahay honge aur mera irada tha aur ha k main is link ko delete kerdonga. Jub min ne likha tha k khud parho aur natija nikalo to iska matlab tha k common sense rakhne wala banda bhee parh k andaza ker sakta ha k wo is arguments ka jawab nhn de sakta aur har kisi k pas arguments hote hain . Second purpose yeh tha ke qadinai bhee kehte hain k wo Aqeeday Khatme Nabuwat aur Islam pe eman rakhte hain. Mujh ko pata tha k is ko ek shaks zaroor negative sense main lega. I am preaching qadiayaniat shabash kia statement ha. Yar kuch khuda ka khof karo.
The purpose of providing the link to show that how Ahmedies give arguments. Anyone like Zaid Hamid can give arguments. Kia hum main se koyee bhee yeh jo article ha âAhmadies are true Muslimsâ is ka jawab nhn de sakta. Kia is article main bhee usi qisim k arguments mojood nhn jo zaid Hamid aur us k supporters de rahe hain. I am not declaring Zaid Hamid as Non-Muslim. Baat samjhani thi k qadiani bhee kesee dalail dete hain. Ap kisi qadiani se discussion karain aesee dalilain dega ka ap ko lag pata jay ga. Lekin is ka jawab ulemah de sakte hain aur dia ha. Main is ka jawab qun doon. Is ka jawab wo de jo yeh kehta ha ulemah kee koyee authority nhn aur ulema k bare main negative remarks deta ha. Bhayee jab tum ulema ko value nhn dete to phir apnee knowledge barhao aur us muqam pe phoncho k dushmanane deen ko munh tor jawab de sako Jab deen ka Kakh ilm nhn aur kisi aalim ko nhn mante to qun khama Kahyee main Mufti e Azam ban rahe ho. The purpose of providing link was only that k âHAQ KA MEYAR KASRATE DALAIL PE NHN HAâ. Ap ek dalil dainge agla banda 10 arguments dega.
At one place a person says
<b>"Although I believe to "ask for a clarification from some person" is a sole right and power of muslim Government "</b>
Another place he says
<font color="black"><b>Ajeeb loge hain, Rushdi ke book ko reply nai kartay, uskay qatal ka fatwa dey detay hain</b></font id="black">
Salman Rushdi K qatal ka fatwa sab se phele Hujat-ul-Islam Hazrat Imam Khumeni ne dia tha yeh Iran Ki Govt ka moqif tha aur muhtrahm phele hi Islamic Govt ki authority tasleem ker chuke hain.(lakin statements ki contradiction show kerti ha k muhtram ka poora zor medan marne per aur discussion ka winner banne pe ha ya . Dosri baat kisi baat k bare main pata hi nhn ha na salman Rushdi k bare main na shetani ayat nami kitab k bare main bas daleelain deni hain). Yani kena ka matlab yeh huwa ke Ulema, Iran aur Saudi Arab ki Governments sub ko salman Rushdi K issue pe khamosh rehna chaye tha. Dosre lafzon main har kisi ko kufriat ki ijazat ha aur ager hukumat kuch na kare to Ulema ko bhee khamoshi se bhete rehna chaye.
Jhan tak Salman Rushdi ki bakwas k jawab dene ka taluq ha to ager ap ke buzurgon ko koyee galian de to ap uska âTehqiqi aur Ilmi Jawabâ nhn denge balke uski gardan tor denge.(Asal main log deni mamlat ko bhee apni ana ka masla bana lete hain bare afsoas ki baat ha jo shaks yeh keh raha ha k salman Rushdi ki bakwas ka jawab dena chaye tha usko shaid ye tak nhn pata k salman Rushdi ne apnee kitab Shetani Ayat main Kia bakwasat keen hain kia in bakwasat ka jawab dia jay ??? <b>Afsos Daleel baray Daleel</b>)