01-01-2005, 10:47 PM
gurez-e-shab se sehar se kalam rakhte the
kabhi woh din the kay zulfoon mein sham rakhte the
tumhare haath lage hain to jo karo so karo
wagarna tum se to hum so ghulam rakhte the'
hamein bhi gher liya ghar kay zaam ne to khula
kuch aur log bhi is mein qayam rakhte the
yeh aur baat hamein dosti na raas aaye
hawa thi saath to khushboo maqam rakhte the
najane konsi rut mein bichar gaye woh log
woh aa to jata kabhi hum to us kay rastoon per
diye jalae howe subh-o-sham rakhte the
Ace