teray sath chalna bhi hay
tujh say juda hona bhi hay
tera zakhm bharna bhi hay
tujh say khafa hona bhi hay
wadah nebhana bhi hay
tujhay bholana bhi hay
piyar jatana bhi hay
khud ko matana bhi hay
chup rehna bhi hay
azaab shena bhi hay
gham ki dhoop main jalna bhi hay
askoon main nahana bhi hay
tujhay dua dayni bhi hay
khud ko saza dayni bhi hay
tujhay yaad rakhna bhi hay
tujhay bhool jana bhi hay
kuch khawab bhool jatay hain kuch azaab yaad rehtay hain
kuch manzilain bhool jatay hain kuch saraab yaad rehtay hain
khoay rehtay hain teri zaat say wabasta israroon main pehroon
kuch sawal bhool jatay hain kuch jawab yaad rehtay hain
sakoon bhe khwab hoa neend bhe hy kam kam phir
kareeb any lga imthano ka mosam phir
na us ka swal me samjho na wo mera jwab
moamlat e tehrir ho chaly hy mubham phir
wo aik almha k jab sary paper pas hoy
kisi bahar ny daikha na aisa manzr phir
Barishon k mosam mai
tum ko yaad krny ki
Aadatain purani hain
Ab ki baar socha hai,
phir khyal aya hai
keh...
aadatain badalny sy
Barishain nahin ruktin!!
ik adat he hayna tumhain meri hat jayegi
ik abarat he hayna pani per likhi mit jayegi
ye joe tumharay liyeah adat thi meri muhabat thi
ye joe abarat thi pani per likhi meray anso thay
main mita doonga rishta yeah ajeeb sa ik din daikh layna
na tumhari adat rahoonga na tum say muhabat karoonga