03-31-2010, 11:43 PM
Bakwaas say baaz nahi aanaa iss nay.
Sarfraz Naeemee sahib ko apni category main dheetaai ke had tak shaamil karnay ke koshish kar raha hai. Prove me a single disputed Fatwa issued by him? Yaad hay Lays chips ka muamla? Do you know how Naeemee sb was running his Educational Institute? He was certainly not among the ones who make money using Allah's name.
Jin "Ulema" ko tum un say mila rahay ho woh wohi hain jinko tum "aalim" saabit karnay pay tulay ho. I don't agree that they are Ulema.
Naeemee sb ka internet say profile jhat say dhoond laaey apni baat ka roab jamaanay k liye laikan damaagh ka istemaal nahi kia keh thori tehqeeq he kar loon. Just go to their institute and see how it is managed. Khud ka mazaaq nau banaao I again warn you. Issi liyay kahaa thaa keh ratta tu parrot bhi laga laitay hain laikan baat kee tehqeeq karo aur samjho tu baat banay gee. But I know you cannot do it.
Jahaan tak baat lafz "maulana" ke hai tu aqal say paidal aadmi, iss ka matlab samjkhnay ke koshish karo. Agar koi apnay naam kay saath "Fazil Arbi" ya "MA Islmic studies" ya "Ph.D" ya "Doctor" likhay tu koi issue he nahi. "Maulana" likhna mazaaq hai. "Hamaari Wilaayat karnay waalaa". Yaani khud ko he likha jaaey "hamaari wilaayet karnay wala". Tum jaisay dumb ko samajh nahi aaey ge, I know. That's why I said you are proving yourself none but a "parrot".
Puraani posts laanay kaa kaam shuroo kia bina sochay keh agar mainay aisaa kiaa tu logon ko emails kartay phiro gay "mujhay bachaao" "mujhay bachaao". Jaisay mujhay kee thee jab GreatKhan nay tumhaari baja daali thee.
Oye paagal hasti, Hadees aur Quran ka hifz apni jaga aur usko samjhna aur amal karna apni jaga. Hifz-e-Quran ke fazeelat tu proved hai aur supported hai Ahaadees say.
Jo loge Hadeeson kay researcher thay kabhi unki life ko parho agar fazool bak bak say time mil jaaey tu. Shaayed samajh aa jaaey.
As far as my post that you have quoted is concerned yes I firmly stand on my view that Hifz is a great thing but only when kuch seekh kar uss par amal bhi kia jaaey. Kuch cheezain standardized hoti hain unko sirf tabhi explain kia jaa sakta hai jab koi paagal aqal say paidal sawal poochhay. Tum jin aalimon ke baat kartay ho aur unki support main Hadeeson ke ta'daad ginwaatay ho unki harkaat bhi note karo aur dekho amal kitnaa hai.
AGAR AMAL NAHI TU PHIR RATTA LAGANA waisa he hai jaisaa mainay sorry kay saath bola tha. Nahi samjh aati baat ke tu fazool main damaagh kyun khapaatay ho betaa?
Baatein kaafi ghumaa phiraa leen tum nay; zara apni asal harkat ke taraf bhi aao usko na bhool jana. Tum nay aik aisay aadmi ko kaafir qaraar denay ke koshish ke hai jo har jaga eeman aur aqeeda-e-khatam-e-nabuwwat par apna iqraar khulay lafzon main kartaa hai.
Tumhaari auqaat tu sirf iss baat say clear ho jaati hai. Agar samjhtay ho keh nahi hoti tu tell me main mazeed explain karoon.
Regards,