11-22-2010, 07:40 PM
Dear Kamran Sb,
Thank you so much for your valuable and informative comments. What is your point of view regarding the following.
Muhammad SW Ghar e Hira main Namaz ya Meditation (Wallah o Aalam) k liay tashreef lay jatay thay but jb Wahi nazil hoi k uthyay or apnay khandan waloon ko draiay, us k baad AP SW nay gosha nasheeni tarak kr di or hmain bhi gosha nasheeni ki zindagi sy mna frma dia,(reference on demand) thats y hmain Sahaba Kiram ki zindagi main bhi Khankahi nizam milta hay na swa lakh danoo wali tasbian bulkay unhoo nay apni sari zindagi community main reh k Jihad krtay hoay guzari or ratain Tahajud main. ( Kia aap nahin smjtay agr Sahaba Kiram ki is sunnat ko jari rakha jata bjay apni apni khankahoon main bayth k Allah ki haqeeqat smjnay or ishq Elahi ki koshishain na ki jatin tu aj Ummat ka hal different hota?)
I agree k saray amal krny k bad bhi Janat Allah ki rehmat say he milay gi, so jb main nay likha k aik shakhs 100% shariat per amal krta hay tu main ny assume kia tha Allah ki rehmat ki umeed bhi us main shamil hay.
Hazrat Awais Qarni R.A k baray main mera aik point of view hay may be ap loog differ krain, Unki Niat saf the or wo AP sw k deedar ki bayhad talab rakhtay thay but Walida k hukam k bghair nai ja sktay thay, so jahan yay hay k emaan kamil nahi hota jab tak Muhammad SW ki mohabbat pori dnya sy ziada na ho jay, Laikin deedar na kr skna is baat ki dalil nahin ho skti k Mohabbat km the, usi Mohabbat ka yay sila dia gya Allah ki taraf say k un sy Hazrat Umar R.A nay apni bakhshish ki dua krwai according to advice of Muhammad SW. Baqi Jihad na kr skna tu Taking care of elderly parents, as the prophet Muhammad ordered a youth to do, instead of joining a military campaign (Narrated by Bukhari, Muslim, Abu Dawud, al-Tirmidhi, and al-Nasa'i).
Waisay bhi AP SW ka hukam hay k walidain ki hr baat manoo sway shirk krnay k hukam k so Hazrat Awais R.A nay AP SW ka hukam mana or Sahabi k drja bhi mil gia.( Is main mujy koi dosra secret nzar nahin aata, apka kia khyal hay?)
Regards,